Redmi phones me free fire open kaise kare - How to open free fire in redmi phones

agar aapke pass bhi redmi phones hai aur agar aapki queries hai ki free fire kaise Khel sakte hain

 redmi phones mein free fire kaise open Karen kafi logon ko problem ho rahi thi ki yah phone kafi lag hota hai.


aapko me 2 settings bataunga apne phone mein implement karenge tab aapka phone hang hona band Ho jaega. Play Store per search karenge free fire tab aap ise aasani se download kar payenge aur high settings per Khel payenge



Chaliye shuru karte Hain


ek bar aapki query Ho jaaye aapki query thi ki redmi phones mein free fire open kaise karen


Step number 1

sabse pahle aap apne phone ka setting mein jaaiye setting me  aane ke bad about section per click kijiye about section per click karne ke bad storage wale button par click kijie.


Step number 2

aapko storage ka symbol dikh Raha hoga FIR usmein aap ko click karna hai click karne ke bad aapko usmein chache data dikh Raha hoga use data ko aapane clear karna hai clear karne ke bad aapka phone thoda smooth chalne lagega.


Kaafi users aise hote Hain Jo kabhi apna chache data clear nahin karte aur unka data kabhi 4GB kabhi 6gb taki ho jata hai


Step number 3 

Aapko Apne about section per jakar Apne tabla per option ko on karna hai uske bad ki setting mein aapko abhi step mein share karunga


Step number 4

FIR aap apne developer option per jaaiye developer option per jaane ke bad sare animation scale ko 0.5 X kar dijiye jisse kya hoga aapke phone ka jo background mein running option chalta tha Jo animation tha vah band Ho jaega jisse aap ki battery bhi save hogi aur aapka phone bhi kam lag hoga.


kafi logon ke phone ki RAM 2GB 4GB Hoti hai To jismein problem hoti hai ki khaskar jab aap game khelte Hain To aapka phone lag bahut hota hai jiske Karan aapko vah maja nahin aata 


FIR aap naraj Ho jaate Ho jiske Karan aap kabhi gusse mein apna phone bhi Tod sakte ho..


but kuchh aisi settings karne ke bad agar aapko phone kam lag hoga tab aapka experience thoda better hoga

aur Aisa nahin hai yah phone problem sirf Redmi ki hai har phone mein thoda thoda problem hota hai agar uska processor theek nahin hai To game khelne mein problem to hogi hi hogi

agar aap bhi chahte Hain ki aap ka phone hang na karen to mene kuchh setting uper batayi hue hain unhe follow kijie jisse aapko phone hang hona band Ho jaega


agar aapke pass redmi ke old phones hai like redmi 5A redmi 4A redmi 6a redmi 3S prime redmi 3S redmi note 3 aur tab bhi ho phone hang ho rahe hain to unhen ek bar bhi set kar lijiye reset karne ke bad aap uska set up new kariye


Aur ek setting main aapko bata raha hun jisse aapka phone lag nahin hoga


sabse pahle aapko setting per Jana hai setting per jaane ke bad aapko about section per click karna hai about section per click karne ke bad aapko apna developer option on karna hai


developer option mein jaane ke bad aap apne icon yani ki Apne words ke icon ke size ko thoda decrease kar dijiye jisse kya hoga aapke phone mein kam battery optimise hogi jisse aapka phone kam lag hoga


FIR aap ki yah query khatm ho jayegi ki redmi phones mein free fire open kaise karen

agar aapane abhi phone liya hai tab aapko yah problem nahin hogi lekin jab aapka phone thoda purana ho jata hai tab yah problem aapke samne a jaati hai tab aapko ise phase karna hota hai

Aisa isliye hota hai kyunki jab aapka phone outdated ho jata hai tab usmein update aana band Ho jaate hain lekin jo apps aur games ke update hai vah To regularly hamen milte rahte hain but phone ke update Milana band Ho jaate Hain iske Karan phones use app ko acche se run nahin kar paate

fir bhi samasya Ho jaati hai ki aapka phone thoda sa hack hone lagta hai acche se work nahin karta battery slow Ho jaati hai battery full-time mein charge nahin Ho paati

kyunki yah problem Aksar Android devices mein Hoti hai baki agar aap iOS ki baat karen to usmein itna problem nahin hota hai kyunki usmein update hamesha bahut dinon Tak milta rahata hai matlab Kai salon Tak.

aapke pass kaun sa system hai like iOS or Android device please comment your answer I am excited for your answer

because jyadatar Kai logon ke pass Android system hi hota hai jo ki vah thoda sa sasta hota hai.

aapko aapke phone liye kitne sal ho gaye hain please comment mein likhkar bataiye.

yah sari settings kar lijiye agar iske bad bhi aapka phone hang hota hai to uske liye fir se per comment kar dena FIR kuchh nahin ji aap ke samne lekar ajaunga.


currently aap abhi redmi ka kaun sa model use kar rahe hain chahe to aap yah bhi comment mein likh kar bata sakte hain aur agar aap dusri service ki brand bhi use kar rahe hain to vah bhi likhkar bata sakte hain.



main bhi sari settings apne phone mein implement ki thi jiske bad mujhe achcha result Mila hai Mera bhi aajkal phone bahut achcha chal raha hai smooth chal raha hai agar aapka phone bhi smooth chalega to please comment karke jarur batana mujhe bhi Khushi hogi ki mere bataenge se aapki thodi si help ho gai.

agar aapko yah article achcha Laga To Apne friends ke sath Apne family members ke sath liya kijiye ho sakta hai unhen bhi is article ki bahut jyada need ho aur agar aap Aisa karte hain to aapko bhi achcha fal milega.

Jaise main aapki queries ko dur Kiya vaise aap bhi kisi aur ki kar sakte hain

So very very thank you so much for reading my blog.

aap hamen subscribe bhi kar sakte hain sirf thodi process ke sath aapko sabse pahle apna name email address per click karna hai aur apna Sara address fill karna hai uske bad subscribe button per click karke aap is blog ko subscribe kar sakte hain jisse jitne bhi blog is  website per aaenge uske sare notification aapke mobile Tak pahunch jayegi


Thank you so much… … … …..




Post a Comment

0 Comments